SHIKWA


Us k nazdeek ghame tark.e.wafa kuch bi nahi
mutmain aisa hay jaisay howa kuch bi nhai


Ab tho hatto ki lakiray bi mithi jatti hain
us ko keh do k mairay pas raha kuch bi nahi


May to es wastay chup hun k tamasha na banay
wo samajta hay mujhy os say gila kuch bi nahi