Yaadai’n jaag jati hyn Barisho’n k mausam main
Har ghari satati hyn Barisho’n k mausam main
Shaambhi kisi surat Chain se nahi kat’ti
Subhai’n bhi satati hyn Barisho’n k mausam main
Zehen k jharokey main Jab koi sada ubhrey
Aankhai’n bheeg jati hyn Baarisho’n k mausam main...