agar izzat dete tum,
main dil ye baar baar deta,
mere dil ko ab tak chahat karni nahi aati,
bikhar jaata hoon aksar main apne hi hathon se,
muhafiz hoon magar apni hifazat karni nahi aati