Results 1 to 3 of 3

Thread: meri duniya

  1. #1
    meri duniya...
    kyun aajkal neend kam khwaab jyada hai
    lagta khuda ka koi nek iraada hain
    kal ka fakir dil aaj shehzada hain
    lagta khuda ka koi nek iraada hain
    kya mujhe pyar hain aah
    kaisa khumaar hain aah
    kya mujhe pyar hain aah
    kaisa khumaar hain aah
    o o o o o ...

    meri duniya...
    pathhar ke inn raston pe
    jhulon ki ek chadar hain
    jabse milen ho hamko
    badla har ek manzar hain
    dekho jahaan mein neele neele aasmaan tale
    rang naye naye hain jaise ghulte hue
    soye the khwaab mere jaage tere waaste
    tere khayaalon se hai bheege mere raaste
    kya mujhe pyar hain aah
    kaisa khumaar hain aah
    kya mujhe pyar hain aah
    kaisa khumaar hain aah
    o o o o o ...

    tum kyon chale aate ho
    har raat in baahon mein
    chupke se aa bhi jaaon
    ek din meri baahon mein
    tere hi sapanen andheron mein ujaalon mein
    koi nasha hain teri aankhon ke pyaalon mein
    tu mere khwaabon mein jawaabon mein sawaalon mein
    har din chura tumehn main laata hoon khayalon mein
    kya mujhe pyar hain aah
    kaisa khumaar hain aah
    kya mujhe pyar hain aah
    kaisa khumaar hain aah

  2. #2

  3. #3

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •