-
tum bin ab hum bhuhut akalay hain
dookh ya ab hum bardash karay kaisay
duniya se baat karay ab hum kaisay
dil tu ab toot gaya hai humara
ab kisee se geela karay kaisay
tum bin ya zindagee jayee ab hum kaisay
muat to barhaq hai
lakeen ab hum maut ke dua karay kaisay
din raat tum yaad atay hoo
ab hum tanha jeyaa kaisay
tum bin ab hum bhuhut akalay hain
dookh ya ab hum bardash karay kaisay!
-
-
-
Very Nice
-
-
cool
Posting Permissions
- You may not post new threads
- You may not post replies
- You may not post attachments
- You may not edit your posts
-
Forum Rules