Zimmi tumko kuch kehnai kee kiya zaroorat hai sab kuch tu Qazi sahab nai keh diya hai :rolling; Or bhai agar tumharee bhabhi nai yeh thread daikh liya tu us nai bara mind kerna hai
Waisai sachi bhaiyun main aisai express nahi kiya jata feelings ko or mujhe andaza hai tumharee feelings ka.
Allah tumko kamiyab karain duniya main bhi or aakhirat main bhi or jaldee sai aik aise hee Qazi sahab tumharee life main bhi aa jain but aisee dulhan or hathore ke sath nahi
Thank you for making me smile