Page 1 of 3 123 LastLast
Results 1 to 10 of 28

Thread: *~Islamic Media~*

  1. #1
    Salam DT friends

    Here you can share NAat,hamd, naat lyrix and other ISLAMIC MEDIA FILES

  2. #2
    Some Famous Naats...(Lyrix)

    1 - MUHAMMAD (SAWS) KA ROZA
    NAAT KHWAN = JUNAID JAMSHED

    Waaiz Kamaal-e-Tark Say Yaan Muraad
    Duniya Jo Chor Di Hai Toh Uqba Bhi Chor Day
    Taqlid Ki Rawish Say Toh Behtar Hai Khudkushi
    Rasta Bhi Dhoond Khizr Ka Sauda Bhi Chor Day

    Mohammad Ka Roza Qareeb Aa Raha Hai
    Bulandi Pay Apna Naseeb Aa Raha Hai

    Mohammad Ka Roza Qareeb Aa Raha Hai
    Bulandi Pay Apna Naseeb Aa Raha Hai

    Farishto Yeh Day Do Paigham Unko
    Khabar Ja Kay Day Do Unko Farishto
    Kay Khadim Tumhara Saeed Aa Raha Hai

    Madina, Madina,Madina,Madina
    Bara Lutf Deta Hai Naam-e-Madina

    Madina, Madina,Madina,Madina
    Bara Lutf Deta Hai Naam-e-Madina

    Wafa Tum Na Dekho Gay Hargiz Kisi Main
    Zamana Wo Aisa Qareeb Aa Raha Hai
    Hifaazat Karo Apnay Iman-o-Deen Ki
    Zamana Wo Aisa Ajeeb Aaa Raha Hai

    Mohammad Ka Roza Qareeb Aa Raha Hai
    Bulandi Pay Apna Naseeb Aa Raha Hai

    Farishto Yeh Day Do Paigham Unko
    Khabar Ja Kay Day Do Unko Farishto
    Kay Khadim Tumhara Saeed Aa Raha Hai

    Madina, Madina,Madina,Madina
    Bara Lutf Deta Hai Naam-e-Madina

    Madina, Madina,Madina,Madina
    Bara Lutf Deta Hai Naam-e-Madina

    Tumhain Kuch Khabar Hai Kahan Ja Raha Hun
    Rasool-e-Khuda Hain Wahan Ja Raha Hoon
    Tumhain Kuch Khabar Hai Main Kya Pa Raha Hun
    Mohabbat Ka Unki Maza Pa Raha Hoon
    Chalo Ja Kay Rehna Madinay Main Ab Toh
    Qiyamat Ka Manzar Qareeb Aa Raha Hai

    Farishto Yeh Day Do Paigham Unko
    Khabar Ja Kay Day Do Unko Farishto
    Kay Khadim Tumhara Saeed Aa Raha Hai

    Madina, Madina,Madina,Madina
    Bara Lutf Deta Hai Naam-e-Madina

    Nigahon Main Sultaniyat Hee Ho Ge
    Jo Paye Ga Dil Main Payam-e-Madina
    Sukoon-e-Jahan Tum Kahan Dhonndtay Ho
    Sukoon-e-Jahan Hai Nizam-e-Madina

    Madina, Madina,Madina,Madina
    Bara Lutf Deta Hai Naam-e-Madina

    Mohammad Ka Roza Qareeb Aa Raha Hai
    Bulandi Pay Apna Naseeb Aa Raha Hai

    Mohammad Ka Roza Qareeb Aa Raha Hai
    Bulandi Pay Apna Naseeb Aa Raha Hai

    Farishto Yeh Day Do Paigham Unko
    Khabar Ja Kay Day Do Unko Farishto
    Kay Khadim Tumhara Saeed Aa Raha Hai


    __________________________________________________ ________

    2 - FASLON KO TAKALLUF HAI
    NAAT KHWAN = MISCELLANEOUS



    2 - FASLON KO TAKALLUF HAI
    NAAT KHWAN = MISCELLANEOUS

    Faslon ko takalluf hai hum se agar,
    hum bhi bebas nahin besahara nahi.
    Khud unhi ko pukarengey hum door se
    Raaste mein agar paon thak jayengey 2

    Hum Madine mein tanha nikal jayengey
    Aur galiyon mein qusdan bhatak jayengey 2

    Hum wahan jakey wapas nahin ayengey
    Dhoond te doondte log thak jayengey 2

    Jaise hi sabz Gumbad nazar ayega
    Bandagi ka kareena badal jaye ga 2

    Sar jhuka ne ki fursat miley gi kisey
    Khud hi palkon se sajdey tapak jayengey 2

    Naamey Aaka jahan bhi liya jayega
    Zikr unka jahan bhi kiya jayega 2

    Noor hi noor seeno mein bhar jayega
    Sari mehfil mein jalwe lapak jayegey 2

    Eh Madiny ke zaair KHuda ke liye
    Daastaan ne safar mujko yu mat suna 2

    Baat bhar jayegi dil tarap jayega
    Mere mohtat aasoo jhalak jayege 2

    Unki chashme karam ko hai iski khabar
    Kis musafir ko hai kitna shaukey safar 2

    Hum ko Iqbal jab bhi ijazat mili,
    Hum bhi Aaka ke darbar tak jayegeney 2

    Faslon ko takalluf hai hum se agar,
    hum bhi bebas nahin besahara nahi.
    Khud unhi ko pukarengey hum door se
    Raaste mein agar paon tak jayengey


    ________________________________________________

    3 - SHAH-E-MADINA
    NAAT KHWAN = SAIRA NASEEM N OTHERS

    Shahe Madina, shahe madina, shahe madina
    yasrab ke waali sare nabi tere dar ke sawali
    Shahe Madina, shahe madina, shahe madina

    Terey liye hi dunya bani hai, neele falak ki chadar tani hai
    Tu agar na hota dunya thi khali, sare nabi tere dar ke sawali

    Jalwe hain sare terey hi dam se, aabad aalam terey karam se
    Baqi har ek shay naqshe khayali, sare nabi tere dar ke sawali

    Tune jahan ki mehfil sajai, taarikyon mein shamma jalai
    Kandhe pe tere kamli hai kaali, sare nabi tere dar ke sawali

    Mazhab hai tera sab ki bhalai, maslak hai tera mushkil kushai
    dekh ke apni umat ki khasta haali, sare nabi tere dar ke sawali

    Hai noor tera shamso qamar mein, tere laboon ki laali sahar mein
    Phoolon ne teri khusbu chura li, sare nabi tere dar ke sawali

    Kaba ka kaba tera hi ghar hai, tere karam pe sab ki nazar hai
    Dikhlade hum ko darbare aali, sare nabi tere dar ke sawali

    Hain ap dukhyon ke aaqa sahare, Taje shafa hai sar pe tumhare
    Ham ko ata ho roze ki jaali, sare nabi tere dar ke sawali

    yasrab ke wali sare nabi tere dar ke sawali
    Shahe Madina, shahe madina, shahe madin

  3. #3

  4. #4

  5. #5

  6. #6




    Naat Recitor= Dr,Hafiz Nisar Marfani



    Ata Ki Barisho Mein Woe Kami Honey Nahi Detey
    Ata Ki Barisho Mein Woe Kami Honey Nahi Detey

    Ata Ki Barisho Mein Woe Kami Honey Nahi Detey
    Ata Ki Barisho Mein Woe Kami Honey Nahi Detey

    Kabhi Barbad Aaqa Zindagi Honey Nahi Detey
    Kabhi Barbad Aaqa Zindagi Honey Nahi Detey

    Ata Ki Barisho Mein Woe Kami Honey Nahi Detey

    Merey Sab Kaam Bantey Hain,Karam Sarkar Kartey Hain
    Merey Sab Kaam Bantey Hain,Karam Sarkar Kartey Hain
    Koyi Deewar Rustey Mein Khari Honey Nahi Detey
    Koyi Deewar Rustey Mein Khari Honey Nahi Detey

    Ata Ki Barisho Mein Woe Kami Honey Nahi Detey

    Hamesha Woe Hamein Aizaz per Aiza Detey Hain
    Hamesha Woe Hamein Aizaz per Aiza Detey Hain
    Nikamma Honey Ka Ahsas Bhi Honey Nahi Detey
    Nikamma Honey Ka Ahsas Bhi Honey Nahi Detey

    Ata Ki Barisho Mein Woe Kami Honey Nahi Detey

    Jo Unka Hai Hamara Hai Yehi Dil Ko Bataya Hai
    Jo Unka Hai Hamara Hai Yehi Dil Ko Bataya Hai
    Addu Se Unkey Dil Ke Dosti Honey Nahi Detey
    Addu Se Unkey Dil Ke Dosti Honey Nahi Detey

    Ata Ki Barisho Mein Woe Kami Honey Nahi Detey

    Labb-e-Kausar Pyaso Ko Lababab Jaam Detey Hain
    Labb-e-Kausar Pyaso Ko Lababab Jaam Detey Hain
    Sar-e-Mehshar Kisi Ko Tishnagi honey Nahi Detey
    Sar-e-Mehshar Kisi Ko Tishnagi honey Nahi Detey

    Ata Ki Barisho Mein Woe Kami Honey Nahi Detey

    Haseen Manzer Wahan Ka Ankh Ki Putli mein Rakha Hai
    Haseen Manzer Wahan Ka Ankh Ki Putli Mein Rakha Hai
    Koyi Is Ke Siwa Ham Roshni Honey Nahi Detey
    Koyi Is Ke Siwa Ham Roshni Honey Nahi Detey

    Ata Ki Barisho Mein Woe Kami Honey Nahi Detey

    Unhi Ki Yaad Se Abad Hai Dil Bhi Ujagar Ka
    Unhi Ki Yaad Se Abad Hai Dil Bhi Ujagar Ka
    Kabhi Weeran Woe Dil Ki Kali Honey Nahi Detey
    Kabhi Weeran Woe Dil Ki Kali Honey Nahi Detey

    Ata Ki Barisho Mein Woe Kami Honey Nahi Detey
    Kabhi Barbad Aaqa Zindagi Honey Nahi Detey
    .

  7. #7

  8. #8

  9. #9

  10. #10
    very nice sharing sweeto n other frend like it really

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •