Page 3 of 6 FirstFirst 12345 ... LastLast
Results 21 to 30 of 52

Thread: Love is the name of compromise

  1. #21
    well kainaat u r rite
    lakin hur insaan ki apni apni soch hoti hai

    lakin agar luv ho tu wahan compromiz tu karna parhta hai na aur iss story main b yahe baat hai jo larki nahe kar sukti lakin agar she in true luv wid him then she should do that
    but any way
    kainaat u said rite there
    nice

  2. #22
    larki kyoun compromise kare?
    Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
    Mein Aksar Tumhein Yaad Ati Rahongi
    Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
    Mein Neendein Tumhari Churati Rahongi

  3. #23
    Quote Originally Posted by Kainaat @ Fri Feb 24, 2006 3:13 am
    Quote Originally Posted by manni9 @ Thu Feb 23, 2006 11:06 am
    ok Sobia me aap ko 1 xample deta hoon.Larke ke parents Pakistan main hain larka Foriegn aur larki bhi but she is with her familly.Ager larke ke aur bhi bhen bhai hain tou itz ok but ager mera jesa Aklota hea tou itz a problem,phir oparents ka khayal kon rakhega?
    2nd he also don't wanna leave the love of hi life.But larki appne gher nahi rehegi shaadi ke baad,aur usske aur bhi bhen bhai hain now tell what should they do

    1) parents ka khayaal larka hi rakhega, lekin agar woh jaise ke aap ho, germany mein hai, parents se door to ab kya uske parents uske begair nahin reh rahe, unka khayaal koun rakh raha hai?
    Aap kya chahte ho woh kya apne parents ko chodh de, aur itniiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii door chali jaye, pakistan fx?

    yahan baat yeh hai ke agar woh pakistan se aayi hai, means wahan rahi hai, tab to adjust kar legi apne aapko, but agar woh nahin hai pakistan se, jaise ke main, to woh itni street smart nahin hai jitni pakistan ki larkiyan hoti hain aur usko na sirf adjust karne mein balke logon ko samjne mein bahot arsa lag jayega, aur pakistan mein itna sabar nahin ke larki ko utna time dein jitna usko zaroorat hai. Is liye yeh umeed lagana ke larki apne parents chodh kar, sab friends SAB KUCH chodh kar aik aisi country mein chali jaye, yahan usko koi qatal bhi kar de to qatil asaani se bach jayega, kaise raazi ho sakti hai woh?

    Aapka 2nd ka yehi answer hai mere paas, jab aap yeh sab pehle se jaante the to love karne ki zaroorat hi kya hai? aur bhai behan wala mujhe samjh mein nahin aaya.

    larki parents ka ghar chorti hai, par itne kareeb hoti hai ke jab chahe aur jab unki madad ki zaroorat ho unke paas ja sakhe, itna door nahin jaati ke wahan se pukare to parents sun bhi na sakhein. mujhe sirf yeh bata do larki akheli nahin ho jayegi, kabhi larke se larai ho gayi to woh kya kare??????

    Sobia main tum say itefaaq karta hoon, but 1 thing i must say, k tum itna -ve kiun sochti ho, jo shakhs kissi ladki ko biah kar us k parents say itni door karay ga, woh itna zalim tou nahi hoga, k woh us ladki k saath ziadti karay,
    secondly ladai kis ghar main nahi hoti, lekin is ka matlab yeh tou nahi, k aap apnay parents k ghar chali jao, agar aap apnay shohar k ghar raho, tou within hours donon main samjhota hojata hai, parents k ghar janay say baat biggar jati hai, aur khuda na khawasta nobat divorce tak pohanch jati hai lolz

  4. #24
    shaid kainaat un ki kismat hi compromise kerna
    likha hian lolllllllllllz

    Baki saray kaam tu larka kerta hain lollllz
    tu koi baat nahin agar larki compromise ker lay
    kyu shaid usay sirf yahi aata hain kaam lolllllz

    just kidding
    "Aisa Hi Hoon Main "

  5. #25

    I agree with u sobia
    Dont spoil life by using word compromise.Spent ur life with whole heartedly.

  6. #26
    Quote Originally Posted by sunny2006 @ Sat Feb 25, 2006 7:56 am
    shaid kainaat un ki kismat hi compromise kerna
    likha hian lolllllllllllz

    Baki saray kaam tu larka kerta hain lollllz
    tu koi baat nahin agar larki compromise ker lay
    kyu shaid usay sirf yahi aata hain kaam lolllllz

    just kidding
    Aray wah, aaj kal kounse aise kaam hain jo larka karta hai aur larki nahin, siwaye compromise ke, kyounke woh larka nahin karta aur larki karti hai :wink:
    Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
    Mein Aksar Tumhein Yaad Ati Rahongi
    Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
    Mein Neendein Tumhari Churati Rahongi

  7. #27
    Quote Originally Posted by Sporadic @ Sat Feb 25, 2006 7:54 am

    Main -ve sochti hoon aap mujhe batao almost sab gharon mein saas bahoo ka jagrah nahin, saas yeh nahin sochti ke bahoo ne larke ko qaboo mein kar liya hai??
    aur larke aise hote hain ke apni maa ki baat sunte hain, ab agar Pakistan mein larki ka koi na ho aur usse madad ki zaroorat ho to woh kya kare????

    Haan parents ke ghar jaane se baat bhikar jaati hai, par itni baat agay bharti hai to yeh naubat aati hai na ke parents ke ghar jaana pare, warna koun larki khushi se talaaq chahegi???

    aik ex doon jo maine pehle kaha hai usko underline karne ke liye

    aik larki thi yahan ki, larka pakistan ka tha. Dono DK mein rehte the aur unke 2 bache the. Aik din larke ke kaha sab ko beech ke Pakistan vacation par chalte hain wapis a kar new le leinge, larki maan gayi.
    Pakistan ja kar larke aur uske gharwalon ne larki ko zaher de kar maar diya, apni 2 choti choti betiyon ke bhare mein bhi nahin socha, ab yeh log zalim nahin?
    Aur larka itna zalil tha DK bhag aaya aur Pakistan mein uske gharwale bach gaye.

    Doosri taraf, Pakistan mein dowry na laane par, ya susraal walon ke kehne ke mutabiq na lao to patah hai na kya hota hai, zindagi bhar ke tane, jeena mushkil kar dete hain larki ka.
    Kehne ko to jo diya jaata hai woh hota hai larki ko, par reality mein aisa kitna hota hai, sab to susralwalon ko diya jaata hai, aur kuch log to maang kar lete hain, aise log kya larki ke saath acha salooq kareinge, ab agar larki ko support karne wala wahan koi na ho to larki kahan jaye?
    Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
    Mein Aksar Tumhein Yaad Ati Rahongi
    Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
    Mein Neendein Tumhari Churati Rahongi

  8. #28
    Quote Originally Posted by Kainaat @ Sun Feb 26, 2006 4:13 am

    Compromise larkion ko hi karna chahiyae kiyun kay baqi saray tough kaam larkay kartay hain

    Sobia u also read my signature.

    Don't spoil ur life by using word compromise.Spent it with whole heartedly

    Kiyun theek hai na

    Lakin u know i also compromise with my life.Really its not joke but I m now satisfied
    Dont spoil life by using word compromise.Spent ur life with whole heartedly.

  9. #29
    Quote Originally Posted by Kainaat @ Sun Feb 26, 2006 4:23 am

    Tum theek kahti ho, aisa hota hai, lekin kia yeh sirf Pakistan main hota hai?? Duniya main taqreeban her country main saas bahoo k jhagray hotay hai,

    Lekin aik baat bataoon, aaj kal ki saas masoom hai aur bahoo ziyada taiz hai, aaj kal shadi ko 1 week nahi hua hota k bahoo alag ghar ki demand karti hai, aik baat yeh batao, kia shaadi k baad baitay per maa ka haq khatam ho jata hai, sirf biwi ka hi hojata hai???

    hur jagah aik jaisay log nahi hotay, keechar main bhi kanwal khiltay hain. Agar insaan gaddhay ghoray ko aik hi tarazoo main tolay tou phir kuch bhi nahin hosakta. Mairay khial say insaan ko sub kuch Allah per chod daina chahiye, Allah kissi k saath zulm nahi karta.

    Tum aisa is liye kah rahi ho kiunki shayad tumharay samnay aisi hi exs aayeen hain, aur main aisa is liye kahta hoon, k shayad mairay samnay aisi exs aaiin hain, hum donon apni apni jagah sahee hain,

    Aaj kal chahay kuch bhi ho, chahay bahoo ki ghalati ho, lekin bahoo ko hamesha mazloom mana jata hai, aur susraal ko zalim.

  10. #30
    Quote Originally Posted by Qaiser Izhar @ Sun Feb 26, 2006 8:52 am
    Quote Originally Posted by Kainaat @ Sun Feb 26, 2006 4:13 am
    Quote Originally Posted by sunny2006 @ Sat Feb 25, 2006 7:56 am
    shaid kainaat un ki kismat hi compromise kerna
    likha hian lolllllllllllz

    Baki saray kaam tu larka kerta hain lollllz
    tu koi baat nahin agar larki compromise ker lay
    kyu shaid usay sirf yahi aata hain kaam lolllllz

    just kidding
    Aray wah, aaj kal kounse aise kaam hain jo larka karta hai aur larki nahin, siwaye compromise ke, kyounke woh larka nahin karta aur larki karti hai :wink:
    Compromise larkion ko hi karna chahiyae kiyun kay baqi saray tough kaam larkay kartay hain

    Sobia u also read my signature.

    Don't spoil ur life by using word compromise.Spent it with whole heartedly

    Kiyun theek hai na

    Lakin u know i also compromise with my life.Really its not joke but I m now satisfied
    abhi kaha compromise na karo aur abhi keh rahe hain ke larki kare, yeh kya baat hui
    Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
    Mein Aksar Tumhein Yaad Ati Rahongi
    Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
    Mein Neendein Tumhari Churati Rahongi

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •