Page 2 of 2 FirstFirst 12
Results 11 to 15 of 15

Thread: Causes of early death

  1. #11
    thank u
    u make me happy

  2. #12
    Quote Originally Posted by Kainaat @ Sun Feb 19, 2006 5:52 pm
    Quote Originally Posted by Qaiser Izhar @ Sun Feb 19, 2006 8:13 am
    Quote Originally Posted by Kainaat @ Sun Feb 19, 2006 2:23 am
    samjh mein nahin aata log apni zindagi kyoun le lete hain, halanke mujhe bhi aisa lagta hai ke

    zinda hai laashein, murdah zameen hai, jeene ke qabil duniya anhin hai, duniya ko thokar kyoun na laga doon, khudh apni hasti kyoun na mita doon, jee ke yahan jee bhar gaya, dil to bas ab marne ka dhoonde bahana

    par iska matlab yeh nahin ke hum apni zindagi hi le lein, Allah (swt) ko naraaz kar lein, is se better hai us zaat se dua karein shiddat ke saath (jo ke aaj kal kam hota hai, log doosron se kehte hain khudh nahin karte) ke woh hamari mushklein hal kar dein
    Sobia nice sharing lakin holy Quran mein aik jaga yeh aayat hai ,"Kay jub kissi insaan ko takleef phunchati hai tou phir wih apnay rub ko yaad karta hai".

    Iss ka mutlib hai kay agar hum Allah ko her jaga yaad karain tou humain koi tukleef nahi aaye gai lakin aaj kal ka insaan nashukra hai iss liyae woh Allah ko bhi bhula betha hai iss liyae phir ussay mushkiloon ka samna karna perta hai.
    haan yehi main bhi kehna chahti thi :up;
    Yah so nice ur bro deliever ur comments on ur behalf
    Dont spoil life by using word compromise.Spent ur life with whole heartedly.

  3. #13
    Quote Originally Posted by dsjeya @ Sun Feb 19, 2006 9:32 pm
    thank u
    U welcome
    Dont spoil life by using word compromise.Spent ur life with whole heartedly.

  4. #14
    well kya kia ja skata hai
    You know What i Mean!

  5. #15
    Quote Originally Posted by Dream boy @ Mon Feb 20, 2006 10:35 pm
    well kya kia ja skata hai
    Sirf aur sirf Allah ka shukar aada kiya ja sakta hai and shukur hi aada karna chahiyae
    Dont spoil life by using word compromise.Spent ur life with whole heartedly.

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •