Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 10 of 11

Thread: THEME OF THE WEEK: Muslim Or Momeen?

  1. #1
    Salam everyone

    Back with dis weeks THEME OF THE WEEK :bg:


    Is week ki theme hai : Muslim or Momeen...

    Yeh idea mujhe Qaiser ne dia tha

    So thnx main to waise bhool ghai thi is week ki theme karna...
    Thnx

    So...

    Wats the different between MUSLIM and MOMEEN?

    Aur Muslim aur Momeen mein se zyada kaun Jannat ka haqdaar hai?

  2. #2
    WEll Allah knows the best ke muslim and momin main se zyada haqdaar kon hai jannat ka, but Quran tells that jannat is made for momins.

    and as u asked wats the diff between muslim and momin... simple muslim is a person like us who is just muslim coz he was born in muslim family, he believes in islam but pratices it once in a while. on the other hand momin is a person who is muslim coz he had research on islam and he really pratices islam in his daily life.

    but every muslim is supose to bcome a momin

    **muslim = the person who submits (by dictionary)

  3. #3

    Thanks a lot naila kay aap nay meray suggestion ko accept kiya
    Thanks once again :bg: :bg:

    Muslim ya Momin I think inn mein difference sirf iss aik baat say lagaya ja sakta hai kay
    "Muslim woh hain jo Allah ko mantay hain aur
    Momin woh hain Jo Allah ki mantay hain"

    Muslim kehlanay kay liyae Qalma perh laina hi kafi hai lakin Aik insaan jab muslim hota hai tou uss per kafi zimadarian aa jati hain jo humaray aaj kal kay muslim nahi jantay.
    Allah ko aik man kar hum muslim tou ho jatay hain lakin momin honay kay liyae humain Allah ka ihkam manay pertay hain jo Aaj kal kay muslims kay liyae tough hai.

    Aik verse hai holy Quran mein kay
    "Momino Allah say daro jaisa kay uss say darnay ka haq hai aur marna tou musliman hi marna"

    Iss mein saf saf clear kiya huwa hai kay Allah say darna jaisa uss say darnay ka haq its mean agar hum Allah say momin ki hasiat say dartay hain tou uss kay ihkam per pora uttrain gay aur iss verse kay aakhir mein hai kar marna tou muslim hi marna its mean kay martay waqat Allah ko aik aur us kay nabi ko aakhri nabi man na.

    Insaan janat ka haqdar tab hai jab woh pehlay muslim ho phir woh momin banay.

    Muslim woh jo islam ko manta aur momin woh jo iman per umal karta hai.

    So i think difference clear ho gaya ho ga as such main nay try tou kafi ki hai lakin agar proper clearify na kar saka hoon tou sub DT members mention kar daina.

    Thanks Miss_Sweet yani Naila u r too good and my best friend as u select my topic as ur theme of the week
    Dont spoil life by using word compromise.Spent ur life with whole heartedly.

  4. #4
    Momin and muslim

    1 thing i must say, momin honay k liye muslim hona hsart hai, so lolz to be momin u should be a muslim, muslim bohat say hain, lekin momin chand hain is duniya main,
    Muslim hokar wo sub kuch karay jis ka Allah nay hukam diya hai aur un sab say rukkay jis say manna kia hai, tou muslim aik momin hai, warna sirf naam ka muslim hai, so we should be momin to be in janat

  5. #5
    yah faisal u r right.
    Dont spoil life by using word compromise.Spent ur life with whole heartedly.

  6. #6
    Muslman ho hain jo ALLah ko manay

    Momin wo hian jo Allah ki manay

    right na
    "Aisa Hi Hoon Main "

  7. #7
    oh ha junnat k haqdar tu momin hi huway na

    muslman tu bohat saray ahin lakin momin tu
    ginti k hain
    "Aisa Hi Hoon Main "

  8. #8
    Ahaan...ab mujhe yeh b pata chal gaya

  9. #9
    Quote Originally Posted by sunny2006 @ Mon Feb 27, 2006 6:10 pm
    Muslman ho hain jo ALLah ko manay

    Momin wo hian jo Allah ki manay

    right na
    Yahi main nay opper kaha hai and really its very true
    Dont spoil life by using word compromise.Spent ur life with whole heartedly.

  10. #10
    ha app nay bhi kaha hain u r right
    "Aisa Hi Hoon Main "

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •