Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 10 of 14

Thread: positive ye negitive!

  1. #1
    sunny ka thead phara "piyaar ya dillagi"
    tu kuch nai kaha...dillagii piyaar ka first step hai kisi nai kaha attraction hai!

    tu friends ye piyaar app ki zindige pay positive asar dalta hai ya negitive?

  2. #2
    I think situation par depend karta hai, ghalaat admi se pyaar ho jaye to -ve aur sahee admi se ho to +ve
    Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
    Mein Aksar Tumhein Yaad Ati Rahongi
    Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
    Mein Neendein Tumhari Churati Rahongi

  3. #3
    lakin app meri baat nahi samjhi sobia......mera matlab ye nahi ghalat admi ya bura....mera matlab hai muhabbat kiya asar dalti hai app ki zindgii pay....this my topic!

  4. #4
    Piyaar kissi ki zindagi main obviously +ve effect dalta hai lolz
    Dillaggi -ve effect dalti hai

  5. #5

  6. #6

  7. #7
    Mohabbat +ve hai is se I think aapki zindagi mein khushiyan hi a sakti hain
    Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
    Mein Aksar Tumhein Yaad Ati Rahongi
    Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
    Mein Neendein Tumhari Churati Rahongi

  8. #8

  9. #9
    Quote Originally Posted by nini @ Sun Feb 26, 2006 9:04 pm
    sunny ka thead phara "piyaar ya dillagi"
    tu kuch nai kaha...dillagii piyaar ka first step hai kisi nai kaha attraction hai!

    tu friends ye piyaar app ki zindige pay positive asar dalta hai ya negitive?
    hum thanx nini app nay mera thread perha

    acha piyar ka word hi zindagi main itna gahra asar chorta hain

    humari sociaty main khuch log in ko bura samajhtay hain or khuch is ki
    perwa bhi nahin kertay

    meray khyal say piyar hur aik ka apni apni jaga hota hain
    jab hum yah suntay hain k kissi ko piyar ho gya hain tu humaray zehan main
    aik larki hi aati hain piyar zaroori nahin aik young larki say ho kissi say bhi ho sakhta hian bhai ko behan say hota hain betay ko ma say hota hain shohar ko biwi say ho ta hain

    wo piyar jo dil say hota hain jaisa main nay oper bataya wo +ve asar dalta hain

    mian nay bohat say logo ko dekha hain k wo janooni piyar kertay hain k main is ko
    pa ker hi raho ga chahay khuch bhi ho jay wo piyar nahi zid hoti hian

    or aisa piyar -ve asar dalta hain family ko barbad ker deta hain

    that my view nini thanx for sharing
    keep it up
    thanx for sharing
    "Aisa Hi Hoon Main "

  10. #10
    Quote Originally Posted by nini @ Wed Mar 01, 2006 9:50 am
    nice lobia
    nice lobia lolzzz

    kainaat dekhay app ko kiya kaha
    "Aisa Hi Hoon Main "

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •