Results 1 to 3 of 3

Thread: Nazar aa raha hai saaf ye

  1. #1
    nazar aa raha hai, saaf ye
    Ham hi ham hai dil mein, aap ke
    Faisla…ho hi jaayega, ye wafa sach hai sanam
    Ye nahin mera bharam


    Nazar aa raha hai, saaf ye
    Ham hi ham hai dil mein, aap ke
    Faisla ho hi jaayega,
    ye wafa sach hai sanam
    Ye nahin mera bharam

    Mujhe abhi dil aap ka
    Sirf mere liye hi…
    dhadakta hai sanam
    Tanhaai mein ye raat din
    Sirf mere liye hi…
    tadapta hai sanam
    Ye pata chal hi jaayega
    Ye wafa sach hai sanam
    Ye nahin mera bharam


    Tuhi tu hai saaya mera
    Chaahke bhi tujhe na…
    bhool paaun sanam
    Teri wafa, teri kasam,
    thaam lee jab main…
    Dagmagaaun sanam
    Ye khabar, lag hi jaayegi
    Ye wafa sach hai sanam
    Ye nahin tera bharam
    Nazar aa raha hai, saaf ye
    Ham hi ham hai dil mein, aap ke
    Faisla…ho hi jaayega, ye wafa sach hai sanam
    Ye nahin mera bharam

  2. #2
    nice payal...really superb
    LiFe'S pReCiOuS mOmEnTs DoN't HaVe VaLuE uNlEsS, tHeY aRe ShaReD........

  3. #3
    aitraz.. hmm nice
    Dream, I do.

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •