Wahan ghar main kon hai muntazar k ho fikar dair sawair ki
Bari mukhtasar si ye raat hai issi chandani main guzaar do
WOWWW :1cool;
[/b]
Tumain jab kabhi milen fusaten maire dil se boaj utaar do
Main buhat din se udaas hon mujhe koi shaam udhaar do
Mujhe apne roop ki dhoop do k chamak saken maire khaal o khad
Mujhe apne rang main rang do maire sare zang utaar do
Kissi aur ko maire haal se na kharz hai na koi wasta hai
Main bikhar gaya hon samait lo,main bighar gaya hon sanwaar do
Mairi wehshaton ko berha diya hai judaiyon k azaab ne
Maire dil pe haath rakhon zara mairi dharkanon ko karar do
Wahan ghar main kon hai muntazar k ho fikar dair sawair ki
Bari mukhtasar si ye raat hai issi chandani main guzaar do
Main buhat dinon se udaas hon mujhe koi shaaam udhaar do
LiFe'S pReCiOuS mOmEnTs DoN't HaVe VaLuE uNlEsS, tHeY aRe ShaReD........
Wahan ghar main kon hai muntazar k ho fikar dair sawair ki
Bari mukhtasar si ye raat hai issi chandani main guzaar do
WOWWW :1cool;
[/b]
superb :applaud;
Dream, I do.