Waqat na jaane zamane ko kahan lejaega
hum to ruk jaainge lakin waqat chalta jayega
koun chalta hai sada sung karwane waqat ke
har musafir thak ke koi rah pe ruk jayega
zindagi wo khawab hai tootega jab uth jaainge
mout ki aaghosh main jab har bashar so jayega
kia mohabat kia khushi kia dosti kia dushmani
waqat ka sab khail hai aur sab khatam ho jayega
sochta hoon mai janaza dekh ker jaate hue
ik kafan he hai mera jo saath mere jaa
Aah !!! pyaar mohabbat ki shairi ke ilawa bhi shairi dekhi idhar ... accha laga
mitti main mil jaenge, bhoolo na, bhoolo na
jaenge tou phir ham loat ke na aaenge
bhoolo na, mitti main mil jaenge
khawab hain jo teri meri aankhon main
sare mitti main mil jaenge
raaz hain jo teri meri baton main
sare mitti main mil jaenge
geet hain jo teri meri sanson main
sare mitti main mil jaenge
mitti main mil jaenge, bhoolo na, bhoolo na
its Junoon song from album parvaz
J u n o o n i
t h e _ s a l m a n _ a h m e d _ f a n