Page 3 of 5 FirstFirst 12345 LastLast
Results 21 to 30 of 41

Thread: Why PArents always against Love???

  1. #21
    no i m not shutup :@

  2. #22
    lo acha ab chupa lo mujhse bhi koi baat nahi :P

    online ao pagal

  3. #23
    haan aa gaye hoon online, baar baar dc :@

  4. #24

  5. #25
    Whatever the case, ek cheez to hai ki koi bhi parents apne bachhon ka bura nahin chahte , aur shaayad isiliye unhe ye tension hoti hai ki kya hamara beta ya beti uske pasand ke saath zindagi bhar khush reh payega ? Kyunki kehte hain na, love is blind.. aur jo love mein hota hai..use woh faults dikhai nahi dete jo parents ko dikhte hai

  6. #26

  7. #27
    parents r against love in teenage because wrong selection,interferes with studies
    arranged marriages can fail
    love marriages can suceed and vice vers
    personaly both my daughters love marriage
    mine arranged
    u make me happy

  8. #28
    Darasal parent ki nazar main ham hamesha hi bachay hotay hain is liye woh hamaray pyar ko bhi hamara bachpana samjhtay hain...

  9. #29
    Kuch parents samjhte hain ke apne bachon ke liye rishta talaash karna unka haq hai aur is wajah se agar unka bacha kisi se pyaar kare to woh maante nahin hain, kyounke bache unse yeh haq le rahe hain.

    Doosri taraf dekha jaye to race, religion and financial status bahot ehmiyaat rakhta hai, kyounke race ka effect hota hai personality par aur aise mein 2 diff race ke logon ki shaadi hui to clash honge aur parents yeh nahin chahte hain.
    religion ka diff nahin hona chahiye aur is liye main yahan strongly parents ka saath doongi ke pasand ane se kuch nahin hota, religion is the most important thing.

    Financial status is liye zaroori hota hai ke agar kabhi zaroorat pareh to parents help kar sakhein, aur yeh bhi ke bachon ki zindagi asaan ho jaye. Yahan reh kar dekha jaata hai aur specially hamare parents ki generation mein jinhon ne apni family jo ke pakistan mein thi unhe support karna tha ke 2 families ko support karna kitna mushkil hai aur apni aur apne bachon ki kitni khawaishein maar kar pakistan mein jo family hai unko support karna parhta hai, is liye woh chahte hain ke unke bache is se na ghuzrein.

    Aap yeh nahin keh sakte parents are against it, normally love marriage ko acha nahin samjha jaata aur is liye society mein jab rehna hai parents is taraf nahin aate. Aap logon ne shayad note kiya ho shaadion par poocha jaata hai rishta kisne karwaya hai, yeh nahin ke rishta kaise hua?
    Parents are overprotective somewhere I guess.
    Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
    Mein Aksar Tumhein Yaad Ati Rahongi
    Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
    Mein Neendein Tumhari Churati Rahongi

  10. #30
    Parents ko Society ki fikar hea,Race ki ,religon per me bhi agree.
    Bachon ki nahi hea?hum ager kisi ko pasand kerlain tou essa kya bura hea uss main,i think as long as MAzhab ke circle main rahain love marriges main koi burai nahi hea.
    Society ki fikar kyun karin kaal ko ager Allah na kare koi problem aati heana tou yeh hi society tamasha dekh rahi hooti hea.

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •