Page 5 of 5 FirstFirst ... 345
Results 41 to 48 of 48

Thread: How to keep your Husband crazy about you forever !! Any tips ?

  1. #41
    lo ager larke na hoote tou larkion ko loft hi kon kerata aapas main tou herwaqt hi larti rehti hain :P
    jk

  2. #42
    shadi ke baad hubby is liye shopping nai karwatay, ke woh jealous hotay hain un ki wives un se achi na lagien :P

  3. #43
    Quote Originally Posted by Ash @ Sun Apr 23, 2006 3:05 am
    shadi ke baad hubby is liye shopping nai karwatay, ke woh jealous hotay hain un ki wives un se achi na lagien :P
    you mean ke ager larkian make up na karin,new dresses na pehne tou hum un say ziyada ache lagte hain.
    Well ager aap kehti hain tou maan lete hain :blush:

  4. #44
    Quote Originally Posted by manni9 @ Sat Apr 22, 2006 9:40 pm
    yani it's our kasoor ke aap loog shoopings kerti hain,kaal ko bolaingi ke yeh hamara kasoor hea ke ittni dder tayar hone main lagti hea aap loogon ko
    means ke aap chahte ho ke woh aapke liye tiyaar na ho, agar bewi itna time le kar tiyaar nahin hogi na to larke doosri larki ko dekhna shuru ho jayeinge, kyounke unhe bhi wohi achi lagti hain jo ke tiyaar hui ho
    Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
    Mein Aksar Tumhein Yaad Ati Rahongi
    Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
    Mein Neendein Tumhari Churati Rahongi

  5. #45
    well ager pyar sacha ho tou sirf wife hi achi lagti hea

  6. #46
    acha jee to uske tiyaar hone par nahin achi lagti kya :wink:
    Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
    Mein Aksar Tumhein Yaad Ati Rahongi
    Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
    Mein Neendein Tumhari Churati Rahongi

  7. #47
    off course but woh tou bagher tayar huwe bhi bauth achi lagti hain

  8. #48
    means u do not like ke larkiyan make up etc karein
    Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
    Mein Aksar Tumhein Yaad Ati Rahongi
    Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
    Mein Neendein Tumhari Churati Rahongi

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •