Page 4 of 5 FirstFirst ... 2345 LastLast
Results 31 to 40 of 42

Thread: Dil Mein na Ho Jurrat To Mohabbat Nahin Milti!!!!!!!!!!!!!!!

  1. #31
    Re: Uss Ka Lehja Nadi Se Milta Hai!!!!!!!!!!!!!!!

    Kya Huwa Doston Aap ye nayi ghazal achchi nahin lagi?
    http://img69.imageshack.us/img69/46/micky3to.gif

    " Saqt Raahoon mein bhi Aasaan safar Lagta Hai,
    Ye meri maa ki duwaaoon ka asar Lagta Hai." [/url]

  2. #32
    WoW ..very nice ..keep e Up guyss ...
    - mOnA -

    aEtBaAr PeR yAkeEn Na RaHa,
    DiL mEiN dHaRkAn Na RaHi,
    MoHaBaT sE pYaR nA rAhA,
    aNkHoN mAiN aAnSoO nA rAhE,
    aUr RoNe K lIyE kANdHa Na RaHa...

  3. #33
    Re: Uss Ka Lehja Nadi Se Milta Hai!!!!!!!!!!!!!!!

    Thanx Moona for the rep
    http://img69.imageshack.us/img69/46/micky3to.gif

    " Saqt Raahoon mein bhi Aasaan safar Lagta Hai,
    Ye meri maa ki duwaaoon ka asar Lagta Hai." [/url]

  4. #34
    Re: Uss Ka Lehja Nadi Se Milta Hai!!!!!!!!!!!!!!!

    Quote Originally Posted by baaz @ Tue May 02, 2006 12:21 pm
    DOSTON AAP SAB KE LIYE AASAAN SHAYERI BY "NAAZ"

    ARZ KIYA HAI!!!!!!!!!!!

    KABHI DIMAAG KABHI DIL KABHI NAZAR MEIN RAHO
    YE SAB TUMHARE GHAR HAIN KISI BHI GHAR MEIN RAHO


    CHECK THE LAST PAGE FOR THE UPDATES
    :ye; :ye; :ye;




    Ek Ghazal Arz Kiya Hai

    Main Haseenon Se Mohabbat Jaanta Hoon
    Hai Dil Kis Ki Amaanat Jaanta Hoon

    Uss Ki Aankhon Se Gira Har Ek Moti
    Main Har Moti Ki Keemat Jaanta Hoon

    Ishq Karna To Hai Ek Khwaab Achcha
    Magar Iss Ki Haqeeqat Jaanta Hoon

    Main Sheher Bhar Mein Ho Gaya Badnaam
    Magar Kis Ki Badaulat Jaanta Hoon

    Tadap Kar Aur Tadpayegi Mujh Ko
    Shab-E-Gham Teri Fitarat Jaanta Hoon

    Sehar Hone Ko Hai Baaki Abhi "NaaZ"
    Main Sooraj ki Siyasat Jaanta Hoon

    baaz aap ne to kamaal kar diya mera man moh liya aap ke is kalaam ne bahut hi badhiya likha hai sach mai aap ne aise hi likhte rahiye
    regards
    manu

  5. #35
    Re: Uss Ka Lehja Nadi Se Milta Hai!!!!!!!!!!!!!!!


    Thanx For the Reps Doston


    Ek Nayi Rubbaayi Arz Hai

    ab Khushi hai na koii Gham na rulaane vaalaa
    hamne apnaa liyaa har rang zamaane vaalaa

    us ko ruKhsat to kiyaa thaa mujhe maaluum na thaa
    saaraa ghar le gayaa, ghar chhoD ke jaane vaalaa

    Ek musaafir ke safar jaisii hai sab kii duniyaa
    koii jaldii mein koii der se jaane vaalaa

    Ek becharaa si ummiid hai cheharaa-cheharaa
    jis taraf dekhiye aane ko hai aane vaalaa.
    http://img69.imageshack.us/img69/46/micky3to.gif

    " Saqt Raahoon mein bhi Aasaan safar Lagta Hai,
    Ye meri maa ki duwaaoon ka asar Lagta Hai." [/url]

  6. #36
    Re: Uss Ka Lehja Nadi Se Milta Hai!!!!!!!!!!!!!!!

    One MOre Nazm But This is one of My Fav Poet "NIDA FAZLI"

    ARZ KIYA HAI

    Apnaa Gham leke kahiin aur na jaayaa jaaye
    Ghar mein bikharii huii chiizon ko sajaayaa jaaye

    Jin chiraaGon ko havaaon kaa koii Khauf nahiin
    Un chiraaGon ko havaaon se bachaayaa jaaye

    Baag mein jaane ke aadaab huaa karate hain
    Kisii titalii ko na phuulon se Udaayaa jaaye

    Khudakushii karane kii himmat nahiin hotii sab mein
    Aur kuchh din yuuN hii auron ko sataayaa jaaye

    Ghar se masjid hai bahut duur chalo yuuN kar lein
    Kisii rote hue bachche ko hansaaya jaaye.


    http://img69.imageshack.us/img69/46/micky3to.gif

    " Saqt Raahoon mein bhi Aasaan safar Lagta Hai,
    Ye meri maa ki duwaaoon ka asar Lagta Hai." [/url]

  7. #37

  8. #38
    Re: Uss Ka Lehja Nadi Se Milta Hai!!!!!!!!!!!!!!!

    Thanx Jamil Bahi For the rep

    :up;
    http://img69.imageshack.us/img69/46/micky3to.gif

    " Saqt Raahoon mein bhi Aasaan safar Lagta Hai,
    Ye meri maa ki duwaaoon ka asar Lagta Hai." [/url]

  9. #39
    ur post is always cooooL and poetry is very good.

    Go0d work
    Thanks 4 sharin



  10. #40
    AoA! Hi

    Baaz Bhai kafi dino baad mera aana hua aur aap ki behtareen shayari se lutfandoz hua..Shukriya!


    Hansi Kushi Se Bichad Jaa Agar Bichadna Hai
    Ye Har MUqaam Pe Kya Sochta Hai Aaakhir Tu

    Khush Rahein!
    “Other than my own soul I never found a faithful friend, other than my own heart I never found a confidant.” - Zaheer-ud-din Muhammad Babar

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •