Results 1 to 5 of 5

Thread: " - PATHAR K KHUDA - "

  1. #1
    This GHAZAL is one of my alltime favorite, so sharig it with you

    Umeed hai meri tarha aap ko bhi pasand aaye gi :blush:

    Pathar k Khuda patha k Sanam pathar k hi Insaan paye hain

    Tum Shehar-e-Mohabbat kehte ho hum jaan bacha kar aaye hain


    But khana samajhte ho jis ko pooch na wahan kia haalat hai

    Hum log wahin se lote hain bas shukar karo laut aaye hain


    Hum soch rahen hain mudaat se ab umer guzaarain bhi to kahan

    Sehra main khushi k pool nahin shehron main ghamon k saaye hain


    Honton pe tabassum halka sa aankhon main nami si ae FATIR

    Hum Ahl-e-Mohaabat per aksar aise bhi zamane aate hain
    Nobody gives you IDENTITY, ...... You will have to make your OWN

  2. #2
    very nice ghazal. thanks for sharing.

  3. #3
    very nice sharing

  4. #4
    Thnx for appreciation
    Nobody gives you IDENTITY, ...... You will have to make your OWN

  5. #5
    good poem.keep it up zohaib

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •