Page 1 of 3 123 LastLast
Results 1 to 10 of 26

Thread: Chicken Pakooray!

  1. #1
    325 gm boneless chicken pieces
    1 cup water
    1 medium onion coarsely chopped
    2-3 cloves garlic
    1-2 green chilies coarsely chopped
    Handful of dhuniya leaves
    125 gm basin flour
    1 tsp. dhuniya powder
    1 tsp. ground zeera
    ½ tsp. garam masala
    ½ tsp. chili powder
    1 tsp. salt or according to taste
    1 pinch soda bicarbonate
    Oil for deep-frying

    Method

    Put the onion, garlic, green chilies and coriander with half the water in the blender and blend to a fine paste.
    Ina bowl mix together the besen powder, dhuniya powder, zeera, garam masala, chili powder, salt and soda.
    Add the blended liquid and rest of the water and mix well to forma thick paste.
    Put in the chicken pieces and mix well so that the chicken is well coated with this mixture.
    Deep fry in hot oil till golden brown. Serve with ketchup or mint chutney. :mrgreen:

  2. #2
    Hmm never had chiken pakoora's b4 :mrgreen:
    Will try them..
    ~`Our deepest regrets are words unsaid and things undone`~

  3. #3
    haan.. sure try zaroor karna.. aur khanay ke baad mujhay dua dena.. cuz i know achay bannien gey

  4. #4
    Haan bahot maze ke hote hain aur qeema bhi dhaal kar banao woh bhi maze ke bante hain
    Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
    Mein Aksar Tumhein Yaad Ati Rahongi
    Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
    Mein Neendein Tumhari Churati Rahongi

  5. #5
    hain? keemay walay pakooray? woh kaisay ? :s main ne pehlay tu kabhi nahi kahye...

  6. #6
    Mene bhi nahin khaye

    yummy....**moonh mein paani aaying**

  7. #7

  8. #8
    Quote Originally Posted by Fairy @ Wed Mar 16, 2005 3:23 am
    Mene bhi nahin khaye

    yummy....**moonh mein paani aaying**
    app chicken walay zaroor try kijieye ga.. un ka mujhay pata hai kafi achay hotay hain.. per qeemay walaoon ka mujhay nahi pata

  9. #9
    Quote Originally Posted by xeon @ Wed Mar 16, 2005 4:22 am
    Qeemai wale pakore u mean Kofte
    kooftay alag hotay hain aur pakooray alag :frown;

  10. #10
    Nahin Keema wale pakoorey hote hain, aur woh kofte nahin hote, woh alaq hain.

    Aapko sirf jaise normal pakooray banate hain na us mein qeema mix karna hai, maze ke bante hain

    @Zeeshan bhai - Ab kofte aur pakooron mein koi farq hi nahin raha :rolling;
    Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
    Mein Aksar Tumhein Yaad Ati Rahongi
    Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
    Mein Neendein Tumhari Churati Rahongi

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •