kahan ho tum mujeh batao
zara kareeb se pukaro
kahan kahan na dhondon tumko
mein awara dar-badar
naza na aye tum agar
chup gaye ho tum
kahan ho tum, kidher
ab to dil hey tapta sehra
darya ankhon ki nami
yaadon ka laga hey perha har kahein
jana tum se tha jo roshan mera pyar pe yakeen
gum hey kahan
kal tak to tha yaheen

tumhi ne to kaha tha mujhse
subha nahein aye gi
isse umeed k sahare
kar raha hoon rehguzar
kaho kahan ho humsaafar
chup gaye ho tum
kahan ho tum kidher

i'm sure you 'll luv that saba :dj;