Hum ko kis k gham ne maara, ye kahani phir sahi,
Kis ne tora dil hamara, ye kahani phir sahi !
Dil k lutnay ka sabab poocho na sab k saamnay,
Naam aayega tumhara, ye kahani phir sahi !
Nafraton k teer kha kar doston k shehr mein,
Hum ne kis kis ko pukara, ye kahani phir sahi !
Kya bataein pyar ki baazi wafa ki raah mein,
Kon jeeta kon haara, ye kahani phir sahi !
wOrK SmaRt NoT HaRd......
Kya bataein pyar ki baazi wafa ki raah mein,
Kon jeeta kon haara, ye kahani phir sahi !
Hey GC it waz realy nyc poetry... keep up