Lekin main ye keh sakta hun ke mujhe apni zabaan mein baatein kerna zyada achha lagta hai. Iski eik wajah ye hai ke meri angrezi bahut hi kharab hai aur hamesha mujhe ye darr laga rehta hai ke aaj tou meri angrezi ki poal khul jayegi.