LARDKA AUR LARDKI KI SOOCH

"LARDKI BOLI:
chandni chand say hoti hay sitaaro say nahi
chandni chand say hoti hai sitaaro say nahi
mohabat aik say hoti hai hazaro say nahi

LARDKA BOLA:
chandni agar chand say hogi to sitaaro ka kia hoga
chandni agar chand say hogi to sitaaro ka kia hoga
mohabat agar aik say hogi to hazaro ka kia hoga



* CHANDRAMUKHI *


Tu chandramukhi main surajmukhi,
tu mujhse dukhi main tujhse dukhi.
Tu Chatt se chhalang laga de,
phir tu bhi sukhi,mein bhi sukhi,,



** DOSTI KAROO **


" dosti karo college wali se,
piyar karo office wali se,
programme karo paaroos wali se,
aankh ladao sali se,
love karo dil wali se,
aur maar khao ghar wali se.



1st Aasool peyaar ka



"pyar ka 1st asoul hai kay iss say phelay kay USSAY aap say acha milay,
aap uss say pehlay uss say acha dhoud lo



zulfain



Aapki zulfain hain ghup andhera
ho ja ganji kar day sawera




~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Aapki zulfon ko hum nahin bhoolaingay
gar aapnay yeh katadin to hum kahan jhoolaingay



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

JOSHHHH



ALLAH ALLAH kya josh hai mere deewane mein hai.
kal zamanat pe churwaya aaj phir thane mein hai



PAISAA

IS DUNYA MEIN PAISA HI SAB KUCH NAHI HAI,
KUIN K AB MASTER CARD AND VISA CARD AAGAEY HAIN.



DuAa

"kush rahai tu sada yeh dua hai meri
teri premika hi bun jaye bhaabhi teri



~~..Devdas..~~


Abba nay kaha (Awara Gerdi) chord do,,
Amma nay kaha dair say (Soona )chord do,,
Friends nay kaha (Paisay )mangna chord do,,
Parosiyun nay kaha (Jhankna) chord do,,,
Dil nay kaha (Study) chord do,,,,
Girl Friend nay kaha (Free) hona chord do,,
Mainay kaha mera (Sir ) hi phord do,,
Aik waqt aaiga jub (GOD) kahay ga ye dunya hi chord do,,,,

BHAI

Zamane bher ki ruswai degai hey mujhe
Itni menhat ki ye kamai de gai hey mujhe
wo lafz jis se hota nahi kuch hasil
wahi ik lafs BHAAII De gai hey mujhe

:lol; :lol; :lol;