DOSTON ARZ KIYA HAI
Main Ye SOch Kar Uss Ke Dar Se Utha Tha
KE Woh Rok Legi, manalegi mujh ko
Hawaoon mein lehrata aata tha daaman
Ke Daaman Pakad ke bitha legi mujh ko
Qadam aise andaaz se uth rahe the
Ke awaaz de kar bulalegi mujh ko
Magar uss ne roka,na mujh ko manaya
Na daaman hi pakda,na mujh ko bulaaya
Main aahista aahista badhta hi aaya
yehaan tak ke uss juda hogaya main.