i am not confused in insaniyat and muhabbat.and i m not mixing it cause i know their places.
well insaniyat yeh hai ke aik insaan ke liye ache jazbaat rakhna aur muhabbat yeh hai ke sirf ussi aik shaks ke sath apni puri zindagi guzarne ka faisla. suppose a person of 56 years old and is married for 30 years i.e he has spent more years being married than as a bachelor.aur yeh faisla insaan ka apna zameer batata hai.

P:Unsaniyat me he insaan ko shuru me lagao paida ho jata hay aur iss had tak gehrayee main chala jata hay ke har dam wohi chehra dikhta hay...
R: this is not true abt insaniyat.

shukar Al hamdAllah Allah tala ne sub ko sochne samajhne ke salahiyat se nawaza hai.
haqeeqat se koi muun pher nahi sakta chahe jitna bhi dreams mein ghar banaya jaye. The reality is, their is a kind of luv jisse first sight love kehte hain. aur yeh love aise nahi hota ke aap ne kisi ko dekha aur aap ko pyaar ho gaya on his/her looks
yeh love attitude se hota hai looks also take some % in it.. wat will come to ur mind if u see a lady giving chocolates to a kid??? when u see a manager slapping his employeee???
Yes i have said dat i believe in love at first sight and i didnot say it is a miracle i said it can be as a miracle to find oneself in it.
life is full of options aur inhe options ki base par puri zindagi guzarti hai.