Na waada hai koi tumse, koi rishta nibhane ka
na koi aur hi dil mein, tahiya ya irada hai!
kae din se magar dil mein
ajab uljhan si rehti hai!
na tum is dastaan ke sar sari kirdar ho koi
na qissa itna sada hai!
taluq jo mein samjha tha kahin usse zyada hai!!

AMJAD ISLAM AMJAD